Fungle Infection Kya hai || Iske lakshan Kya hai || Aur isse bachne ke tarike ||
Fungle Infection Kya hai
Fungle Infection hona amm bat hoti hai, jese jese muasum badlata hai humare sharir me parivertan hone lagta hai. Fungle Infection khas ker ke germi ke muasum me hota hai. Aur ye sadharan se bat hoti hai. Fungle Infection yane kavak Jo huamre sharir pe hote hai.ye ek roganu kavak hote kuch kavak acche hote hai kuch humre sharir ke like thik nhi hote.
Fungle Infection ke lakshan:
- Fungle Infection hone se khaj khujli ki samsya kafi hoti hai.
- Isse huamre sharir pe redness ajata hai.
- Bhot Jalan hone ki samasya peda hoti hai.
- Tvacha Kali pad jati hai.
- Jis bhag me fungle Infection hota hai what ki tvacha dhili pad jati hai.
- Fungle Infection ke area me chote chote Dane nikal ate hai.
- Jyda khaj khujli se khoon nikalne ki samsya bhi peda ho jati hai.
- Kabhi kabhi white color ka padarth bhi nikalne ki samsya hoti hai.
Fungle Infection se bachne ke tarike:
- Fungle Infection hone pe apko tight kapde nhi pehena chiye dhile dhale kapde dale.
- Mahilao ko Jada kerke plazo leggings,pehena chiye jeans aur tight kapde avoid Kare.
- Humesha nahate time liquid detol ka istemal Kare,ager apko bhot jalta hai to detol ko pani me dal ke istemal Kare.
- Jab bhi app naha ke ate ho to jis part pe fungle Infection hai usse acche se sukha le.
- Kisi acche brand ka powder istemal Kare Jo specially ati-fungle infection ke liye bani hoti hai.
- Jis part pe fungle Infection ho usko gila na hone de humesha dry rakhe, pasina bhi na ane de.
- Jis part pe fungle infeInfec ho wha pe need me patto ka rojana istemal Kare ye anti-fungle Infection ke tor pe accha Kam kerta hai.
- Jis part pe fungle Infection ho usko humesha clean rakhe aur dhul mitti se bache Rahe.
- Dove soap ka istemal na Kare ,srif anti-fungle Infection soap ka istemal Kare Jo easily medical me apko mil jaegi.
In sare tariko ka istemal ker ke app fungle Infection se chutkara pa sakte ho.
Helpful info thanks
ReplyDelete