Kheere ke fyde aur nuksan janiye



Kheere ke fyde aur nuksan ke bare me janiye

Kheere ke fayde to sab jante hai, aur ye haumre Zindagi me rojmarra me Kam ane wali sab se upyogi chij hai,jisse aam tor me khane ke sath khaya jata hai.

Kheere ke fayde:

  1. Kheera apke dibeties ko Kam kerne me madat kerta hai Jo dibeties patient hai unko iska istemal rojana kerna chiye.
  2. Kheera apke face ko bright banata hai aur kill muhase ko dur kerta hai.
  3. Kheera apke akho ko bhi fayda pahuchta hai ager apke akh me pani at hai, Jalan hota hai to usme khira bhot faydemand hota hai.
  4. Kheere me bharpur matra pe pani aur fiber hone ke Karan ye humari bhuk aur payas ko control me rakhta hai.
  5. Kheera acidity ko control kerta hai.
  6. Khana pachane me kheera bhot faydemand hota hai rojana isse khane ke sath Sevan karna chiye.
Kheere ke nuksan:

  1. Pregnant women ko khire ka istemal Kam kerna chiye,kheere ke adhik istemal se unhe bar bar toilet Jane ki samasya aa sakti hai.
  2. Kheera ka upyog Kam se Kam kerna chiye jisse pet bhari na ho kheere me fiber ki matra adhik hoti hai jisse pet bhari ho sakta hai.

Comments

Popular posts from this blog

Fungle Infection Kya hai || Iske lakshan Kya hai || Aur isse bachne ke tarike ||

Depression Kya hai ? Iske lakshan Aur Kuch Upay ||