Depression Kya hai ? Iske lakshan Aur Kuch Upay ||
Depression Kya hai ? Depression ek ese bimari hai jisme insan dukhi aur akela mehsus kerta hai .usse her chijo se der lagane lagta hai.ye tab hota hai jab uska apna koi gujar Jaye ya fhir ese chij Jo ek insan ko tod ke rakhe aur wo insan is chij ko bhul nhi pata , uske deel aur dimak pe gehera asar dalta hai tab depression ki avashta peda hone lagti hai. Depression kisi ko kabi bhi ho sakta hai.Isme Umar ka koi kabu nhi rehta hai.ye bimari kisi bhi insan ko kabhi bhi ho sakti hai.Bhot bar ye bhi dekha gya hai ki insan depression me apni Jan bhi de deta hai.Ye insan ko ander se tod deti hai koi bhi Kam kerne me man nhi lagta hai dusro se alag rehene ki iccha hoti hai.Isme insan khud ko khali mehsus kerta hai Depression bacche se leke jawan , bhuddo kisi ko bhi ho sakta hai.Isme insan samjh nhi pata hai ki ussse Kya kerna chiye. Ye avastha insan Ke dimak pe bura bhrabhav dalti hai. Aur usse ander se kamjor bana deti hai.Is avastha me uske Zindagi me therav aa jata h...