Fungle Infection Kya hai || Iske lakshan Kya hai || Aur isse bachne ke tarike ||
Fungle Infection Kya hai Fungle Infection hona amm bat hoti hai, jese jese muasum badlata hai humare sharir me parivertan hone lagta hai. Fungle Infection khas ker ke germi ke muasum me hota hai. Aur ye sadharan se bat hoti hai. Fungle Infection yane kavak Jo huamre sharir pe hote hai.ye ek roganu kavak hote kuch kavak acche hote hai kuch humre sharir ke like thik nhi hote. Fungle Infection ke lakshan: Fungle Infection hone se khaj khujli ki samsya kafi hoti hai. Isse huamre sharir pe redness ajata hai. Bhot Jalan hone ki samasya peda hoti hai. Tvacha Kali pad jati hai. Jis bhag me fungle Infection hota hai what ki tvacha dhili pad jati hai. Fungle Infection ke area me chote chote Dane nikal ate hai. Jyda khaj khujli se khoon nikalne ki samsya bhi peda ho jati hai. Kabhi kabhi white color ka padarth bhi nikalne ki samsya hoti hai. Fungle Infection se bachne ke tarike: Fungle Infection hone pe apko tight kapde nhi pehena chiye dhile dhale kapde dale. Mah...
Comments
Post a Comment