Fungle Infection Kya hai Fungle Infection hona amm bat hoti hai, jese jese muasum badlata hai humare sharir me parivertan hone lagta hai. Fungle Infection khas ker ke germi ke muasum me hota hai. Aur ye sadharan se bat hoti hai. Fungle Infection yane kavak Jo huamre sharir pe hote hai.ye ek roganu kavak hote kuch kavak acche hote hai kuch humre sharir ke like thik nhi hote. Fungle Infection ke lakshan: Fungle Infection hone se khaj khujli ki samsya kafi hoti hai. Isse huamre sharir pe redness ajata hai. Bhot Jalan hone ki samasya peda hoti hai. Tvacha Kali pad jati hai. Jis bhag me fungle Infection hota hai what ki tvacha dhili pad jati hai. Fungle Infection ke area me chote chote Dane nikal ate hai. Jyda khaj khujli se khoon nikalne ki samsya bhi peda ho jati hai. Kabhi kabhi white color ka padarth bhi nikalne ki samsya hoti hai. Fungle Infection se bachne ke tarike: Fungle Infection hone pe apko tight kapde nhi pehena chiye dhile dhale kapde dale. Mah...
Kheere ke fyde aur nuksan ke bare me janiye Kheere ke fayde to sab jante hai, aur ye haumre Zindagi me rojmarra me Kam ane wali sab se upyogi chij hai,jisse aam tor me khane ke sath khaya jata hai. Kheere ke fayde: Kheera apke dibeties ko Kam kerne me madat kerta hai Jo dibeties patient hai unko iska istemal rojana kerna chiye. Kheera apke face ko bright banata hai aur kill muhase ko dur kerta hai. Kheera apke akho ko bhi fayda pahuchta hai ager apke akh me pani at hai, Jalan hota hai to usme khira bhot faydemand hota hai. Kheere me bharpur matra pe pani aur fiber hone ke Karan ye humari bhuk aur payas ko control me rakhta hai. Kheera acidity ko control kerta hai. Khana pachane me kheera bhot faydemand hota hai rojana isse khane ke sath Sevan karna chiye. Kheere ke nuksan: Pregnant women ko khire ka istemal Kam kerna chiye,kheere ke adhik istemal se unhe bar bar toilet Jane ki samasya aa sakti hai. Kheera ka upyog Kam se Kam kerna chiye jisse pet bhari...
Depression Kya hai ? Depression ek ese bimari hai jisme insan dukhi aur akela mehsus kerta hai .usse her chijo se der lagane lagta hai.ye tab hota hai jab uska apna koi gujar Jaye ya fhir ese chij Jo ek insan ko tod ke rakhe aur wo insan is chij ko bhul nhi pata , uske deel aur dimak pe gehera asar dalta hai tab depression ki avashta peda hone lagti hai. Depression kisi ko kabi bhi ho sakta hai.Isme Umar ka koi kabu nhi rehta hai.ye bimari kisi bhi insan ko kabhi bhi ho sakti hai.Bhot bar ye bhi dekha gya hai ki insan depression me apni Jan bhi de deta hai.Ye insan ko ander se tod deti hai koi bhi Kam kerne me man nhi lagta hai dusro se alag rehene ki iccha hoti hai.Isme insan khud ko khali mehsus kerta hai Depression bacche se leke jawan , bhuddo kisi ko bhi ho sakta hai.Isme insan samjh nhi pata hai ki ussse Kya kerna chiye. Ye avastha insan Ke dimak pe bura bhrabhav dalti hai. Aur usse ander se kamjor bana deti hai.Is avastha me uske Zindagi me therav aa jata h...
Comments
Post a Comment